Sunday, July 15, 2007
Talaash....
likhu kaise tanahaiyon ka aalam
pakadun mein wo kaun si kalam

jo bayaain kare nazamein dil
lau kahan se mein wo sahil

bhatak rahi hun na jane kis talash mein
rastan mein dhundhu akhir kis kitab mein???
 
posted by Jyoti at 4:00 PM ¤ Permalink ¤ 16 comments